INSTAGRAM TIPS AND TRICKS

HELLO DOSTO AAJ HUM BAAT KARENGE INSTAGRAM KE TIPS AND TRICKS KI JISSE AAP INSTAGRAM KO OR BEHETAR JAAN SAKO..

TO CHALEYE SHURU KARTE HAI..


1 ] Creator Account Kaise Banate Hai.

INSTAGRAM TIPS AND TRICKS


  • Sabse pahele apna insta open kare or sattings me jaye. 
  • Fir account option par click kare. 
  • us ke baad niche switch to creator par click kare.                                               
    Fir aap apne hisab se form fillup krke account creat kar sakte hai. 

2 ] Apna link De IGTV Se Story Par .

INSTAGRAM TIPS AND TRICKS

  • insta open kare .
  • fir IGTV par click kare fir plus ke icon par click kare.
  • uske baad me aapko koi bhi video select kare jo minimum 15 secend se zyada ho.
  • video me se video ka cover photo select kare or next par click kare.
  • Koi bhi Title de,or description me apna link provide kare. jaise [Youtube, Facebook, ya Blog, etc ] or Post kar De.
  • Fir aap jaye story pe, photo click kare ya koi bhi image select kare fir upar diye huwe link icon par click kare or apna IGTV Vala post select kare .
  • fir aap sticker option me ja kar swip up wala giff  select kare or apne hisab se set kare or story post kar de.

3] Instagram Par Video Karte Samay Cemera Flip Kaise Kare.


  • sabse pahele aapko jana hai story par.
  • fir aapko niche right side me swip karte huwe HANDS-FREE mode ko select kro. 
  • uske baad video shoot karte huwe aap apna cemera switch kar sakte ho front or back.

Ashaa hai ke aap sabhi ko ye 
INSTAGRAM TIPS AND TRICKS
Pasand aaya hoga ..
like kare or comment kare or apna sujhav de ya koi topic bataye jisse me uspar or ache se  blog bana saku .


THANK YOU SO MUCH APNA KIMTI SAMAY DENE KE LIYE.